Song Title : Maut Tuu Ek Kaviitaa Hai
Movie : Anand - 1971
Singer : Amitabh Bachchan
Star cast : Super Star Rajesh Khanna & Amitabh Bachchan.
Lyrics :
Maut tuu ek kaviitaa hai . mujhase ek kaviitaa kaa vaadaa hai milegii mujhako ..
Duubatii nabzo.n me.n jab dard ko nii.nd aane lage zard saa cheharaa li_e chaa.Nd ufak tak pahu.nche din abhii paanii me.n ho raat kinaare ke kariib na abhii a.ndheraa ho na ujaalaa ho na raat na din jism jab khatm ho aur ruuh ko saa.Ns aae .
mujhase ek kaviitaa kaa vaadaa hai milegii mujhako ..